Saturday 15 November 2014

10 WAZAIF

12) "Yaa Maajiduu"Jo shakhs in kalemaat ko 10
bar parh ker sharbat per dam
kar piile wo bimaar na hoga
13)- "Yaa Allahu"Jo Laa ilaaj mareez in kalmaat
ko rozana 313 bar parhe ga
iska marz khatam hojaye ga
14) Har kisam ki bimari takleef k liye jo shakhs 7
bar sura Fatiha parh k
111 bar "Yaa Salaamuu"parhe awal aakhir
duroood-e-pak parh k mareez per dam
karde aur paani per dam kar k wahi panimareez ko pilaaye inshallah shifa
hogi
yehamal din mei aik baar aur zada ki koi had
nahiHar wazeefe k liye awal
akhir 11 11 bar durood shareef zaroor parh len
jitne bhi wazeefe yahandiye
jayen
15)Ranj-o-ghum door karne k liye"Yaa
Muhaiminuu"Jo shakhs 29 bar rozana in
kalmaat ko parh le uska ghum door hojaye ga"Al
Ghafooru"Jo shakhs is ism ko
313 bar parhe ga us ki tamam takaaleefaur ranj-0-
ghum door honge inshallah
16)Martaba mei bulandi k liye "Al Aliyu"Jo shakhs
is ism ko 313 bar rozana
parhe ga buland martaba aur khushhali naseeb
hogiii
17)Rozee mei aisi barket k aap tasawwur na
karpayen "Ya Zal fadlil Azeem
Salli ala fadlikal azeemwa'aalihi wasahbihi
wabaarik wasalim tafaddal
alaina be fadleekal azeem" her namaz k baad 20
bar in kalmaat ko parhen
rozee mei barkat hogii
18)- "SubhanAllahiwabiha mdihi subhanAllahil
Azeem"Jo shakhs 100 martaba
rozana fajr ki namaz k baad in kalmaat ko parh le
ga Allah taa'la us ko
itnarizk ata farmaye ga k jaga na hogi
19) "Al Azizu"Jo shakhs 40 din tak 40 bar is ism
ko parhe ga Allah us ko
muazziz aur ghani karde gaGunaahon ki aadat
chhurwane k liye
"Yaa Mo'minuu"Rozana pabandi k saath 111 bar
in kalmaat ko parhe aur sote
waqt "Yaa Muhaiminuu" parhte hue sojayen
20)- "Yaa Hameedu"jis shakhs ki gandi baato ki
aadat aa jati ho wo in
kalmaat ko 90 bar parh k paani per dam kar
kpaani piye is ki faahashgoi ki
aadat nikal jaye gi
21)Yaa Fattaahuu"jo shakhs rozana fajr ki namaz
k baad doono haath seene
per rakh ker in kalmaat ko 70 bar parhe ga usk dil
ka zang door hogaSharaab
noshi zinakari badkaari mei giriftar ho "Al
barro"Sharaab noshi zinakari
badkaari mei giriftar ho rozana 7 bar is ism pak
ko parh le inshallah
gunaahonki aadat chhoot jaye gi.

Aap ke masail or
sawalat ho to email kare
Amelqadri@gmail.com
Duao ka talabgaar
    Amel qadri

No comments:

Post a Comment